Masle hai bohot Darmiyaan khudaya
Jism hai kaid Rooh pareshan khudaya
Jawani mein kamar jhukne lagi hai
Mai chand din ka lagta hun mehmaan khudaya
Khudaya bikte hai log Mohabbat me aksar
Ye ishq to lagta hai Dukaan khudaya
Meri jaan hi Meri jaan le rahi hai Mera maut se kya hoga Nuksaan Khudaya
Khilona jaan kar Vo tod gaya hai
Mai us shakhs ko Lagta hu bejaan Khudaya
0 Comments
Please do not comment any spam links