Ye pari chehra log kaise hain, gamza-o-
ishwa-o-ada kya hai,
Shikan-e-zulf-e-ambari kyon hai, nigah-e-
chashm-e-surma sa kya hai,
Sabz-o-gul kahan se aayi hai, abr kya cheez hai ghata kya hai,
Jaan tum par nisaar karta hun main nahi jaanta duaa kya hai
0 Comments
Please do not comment any spam links