दश्त में प्यास बुझाते हुए मर जाते हैं दश्त में प्यास बुझाते हुए मर जाते हैं हम परिंदे कहीं जाते हुए मर जाते हैं हम हैं सूखे हुए तालाब पे बैठे हुए हँस जो तअ'ल्लुक़ को निभाते हुए मर जाते हैं घर पहुँचता है कोई और हमारे जैसा हम तिरे शहर से जाते हुए मर जाते हैं किस तरह लोग चले जाते हैं उ…
Read moreKhirad ki gutthiyan suljha chuka mai, Aai mere Maula mujhe sahib-e-Junoon kar. -Allama Iqbal
Read moreMasle hai bohot Darmiyaan khudaya Jism hai kaid Rooh pareshan khudaya Jawani mein kamar jhukne lagi hai Mai chand din ka lagta hun mehmaan khudaya Khudaya bikte hai log Mohabbat me aksar Ye ishq to lagta hai Dukaan khudaya Meri jaan hi Meri jaan le rahi hai Mera maut se kya hoga Nuksaan…
Read moreZindagi beshumar raste hai Khud ko mujhse guzar raste hai Ek rasta hai sirf masjid ko Maykade ko hazaar raste hai Qafila mar rha hai sunne ko Bol de shah sawar raste hai Ishq ne hi kaha tha musa ko Ho ja dariya ke paar raste hai
Read moreThis poetry expresses the pain of unfulfilled love, silent longing, and the emptiness of efforts that lead to nothing—captured in the haunting refrain: “kuch nahi bana” (nothing came to be). Qurbat se nashanas rahe, kuch nahi bana Khush rang, khush libas rahe, kuch nahi bana Hotho ne khud…
Read more1. ab vo galiyañ vo makan yaad nahiñ kaun rahta tha kahañ yaad nahiñ jalva-e-husn-e-azal the vo dayar jin ke ab nām-o-nishāñ yaad nahiñ koi ujla sa bhala sa ghar tha kis ko dekha tha vahañ yaad nahiñ yaad hai zina-e-pechañ us ka dar-o-divar-e-makañ yaad nahiñ 2. Ik zamana tha k…
Read moreNaaz o andaz se kahte hai ki jeena hoga Zehar bhi dete hai to kahte hai ki peena hoga Jab main peeta ho to kahte hai ki marta bhi nahi Jab main marta hu to kahte hai ki jeena hoga - Sahir Ludhiyanvi नाज़ ओ अंदाज़ से कहते हैं कि जीना होगा ज़हर भी देते हैं तो कहते हैं पीना होगा जब मैं…
Read more
Copyright © 2019-2022 Qafas Poetry All Right Reserved