Moulana Tariq Jameel Poetry | Nasha Pila Ke To Girana Sabko Aata Hai

Moulana Tariq Jameel Sahab Ki Poetry

Here is some collection of Tariq Jameel Sahab Poetries..



Nasha Pila Ke To Girana Sabko Aata Hai
Maja To Tab Hai Ke Girte Ko Tham Le Shaqi


Main Jo Sar-ba-Sajda Hua Kabhi To Zamin Se Aane Lagi Sada
Tera Dil To Hai Sanam-Ashna Tujhe Kya Milega Namaz 


Wo Jo Geet Tum Ne Suna Nahi
Meri Umer Bhar Ka Raiz Tha
Meray Ghum Ki Thi Wo Dastaan
Jisay Tum Hansi Mein Urra Gaye


Tu Bacha Bacha Ke Na Rakh Ise, Tera Aaina Hai Wo Aaeena
ke Shikasta Ho To Azeeztar Hai Nigah-e-Aaina Saaz Mein


Pee Ja Ayam Ki Talkhi Ko Bhi Has Ke Nasir
Gham Ke Sahne Me Bhi Kudrat Ne Maza Rakha Hai

Apne Lahoo Ke Ghoont Pee
Zakhm Pe Zakhm Kha Ke Jee

Aah Na Kar Labo Ko See
Ishq Hai Dil Lagi Nahi

Seene Pe Teer Khaye Ja
Aage Kadam Badhaye Ja
Ya'ani Jaban-e-Haal Se 
Kah De Ke Sataye Ja

                      ••••••••••••••••••••••••••••

Meaning Of:

ٓAaina, आइना, آئنہ: दर्पण, Mirror
Shikasta, शिक्सता , شکستہ: हार, पराजय, Defeated, Broken
Azeeztar , अज़ीज़तर, عزیزتر: प्यरा, Dearest
Nigaah-e-aaina saaz, निग़ाह-ए-आइना साज़, نگاہ آئنہ ساز: बनाने वाले की निगाह में, In the eyes of the maker


Subscribe Us On YouTube

Follow Us On Social Media

Post a Comment

0 Comments